August 20, 2010

Dil to bachcha hai ji...............

Har mausam suhana hota tha
Har khel me sathi hote the
Har rishta nibhana hota tha
Papa ki wo daate galti par
mummy ka manana hota tha
Gum ki juban na hoti thi
na jakhmo ka paimana hota tha
Rone ki wajah na hoti thi
Na hasne ka bahana hota tha
Ab nahi rhi wo Zindgi .......
jaisa BACHPAN KA ZAMANA hota tha.

No comments: