August 6, 2008

MOBILE TO MOBILE

Veh jo hath me 4 inch ka dabba pakda hai na
Yeh sirf msg receive karne ke liye nahi hai
Is se msg send bhi hote hai
Try karke dekho……

Happy holi
Kyu kya soch rhe ho ki wish kyu kiya?
Ye msg kisne bheja? Maine na.
Paise kis k lage? Mere na
to main jo chahu wo likh k bheju meri marji
Happy diwali.

August 5, 2008

SMART SARDAR

1 ship me 300 sardar yatra kar rahe the bina ship doobe sabhi doob gaye
Kaise?
Ship band ho gaya the or sare sardar dhakka den eke liye utar gaye

FATHER-SON

Papa : beta khob padai karo aur is bar exams me 90%marks lana.
Beta: nahi papa main 100% launga.
Papa: beta majak nahi karte.
Beta : shuru kisne ki the?

GOOD MORNING

Na mandir na bhagwan ,
na pooja na snan,
din hote hi sabse pahla kam,
1 sms pyare se dost ke naam. Good morning.

THOUGHTS

Thought of the day always have a UNIQUE:
character like ‘SALT’………bcoz
Its presence is not felt but it is absence makes things TASTELESS .

Delay is the enemy of efficiency and waiting is the enemy utilization. So do not delay anything and do not wait for anything

August 3, 2008

Rainingggggggg

hum bhi smart hai, aap bhi smart ho
hum bhi good looking hai, aap bhi good looking ho
Bus 1 chota sa fark hain
hum dil se saaf aap Dimag se

Its Raining its raining these days,
m sure u must b vry happy, U must b feelin like go out, enjoy, splash water & hav fun
Right?
Evry Frog feels d same in rains

Aashik aankho ki bat samajh lete hai,
Wo khawabo me aye wo mulakat samajh lete hai,
Rota hai aasma apni jami ke leye,
log pagal hai jo use barasat samajh lete hai

August 1, 2008

Challenge(just Think)

Life is collection of changes so dont avoid changes.
Take every changes as challenge.
Some give success n some act as the stepping stone to success.

Kadam badao to manzil tumhari hai verna zamana kab kisi ka intzar krta hai.
Jise yakeen hai apni udan par falak ko aisa parinda hi paarr karta hai

Waqt badalta hai zindgi k saath
Zindgi badlti hai Mohabbat k saath
Mohabbat nahi badalti apno k saath
Bus apne badal jate hai waqt k saath